Kal aur kal

Kal main aaya tha ...
Kya pataa ki main kal aa paau ya naa...
Kal ki baaton ko le kar mujhe kosna mat ,
Kya pataa..kal tum bhi meri hi lafzeinn bol do..
kyun ki kal ka tumhe bhi nahi pataa ...
Kal tum samajh leti toh humaara aaj sambhal jaata.....
Aur kal ka din guzre huwe kal se accha ho jaata...

Bas kal kal ki baat hai....

Comments

Popular Posts