Zubaan ke alaava bhi ek alag duniya hoti hai ...
Zubaan ke alaava bhi ek duniya hoti hai..
Marzi ke baahar bhi ek rasta hota hai ...
Galat ho sakta hu main zubaani lafzon mein...
Par yeh galat nahi hai ki...
Jab main khud ko kho deta hoon tumhaari yaadon mein ...
Tumahaara bhi farz bann sakta hai ki....
Galat na ulajh jaao...
Jab main khud ko hi bhatakta huaa paata hoon apni raahon mein !!!

Comments
Post a Comment